Indian Film History

Duniyaa O Duniyaa, Teraa Javaab Nahin Lyrics

From Naya Zamana (1971)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:01
Duniya o duniya Tera jawab nahi Duniya o duniya Teri jafaao kaa bas Koyi hisaab nahi Duniya o duniya Tera jawab nahi Duniya o duniya Too chhaanv hai ya Hai dhup khabar kisko Kya hai tera asali Rup khabar kisko Too chhaanv hai ya Hai dhup khabar kisko Kya hai tera asali Rup khabar kisko Aaye najar kaise too Aansu hai khvaab nahi Duniya o duniya Tera jawab nahi Duniya o duniya Teri jubaan pe Hai jikr sitaaro kaa Tere labon pe Hai nam bahaaro kaa Teri jubaan pe Hai jikr sitaaro kaa Tere labon pe hai Nam bahaaro kaa Par tere daaman me Kaante hain gulaab nahi Duniya o duniya Tera jawab nahi Duniya o duniya Yeh kin khayaalo me Kho gaye hain aap huh Yeh kin khayaalo me Kho gaye hain aap Kyon kuchh pareshaan Se ho gaye hain aap Yeh kin khayaalo me Kho gaye hain aap Kyon kuchh pareshaan Se ho gaye hain aap Aapse toh mujhko Kuchh shikva janaab nahi Duniya o duniya Tera jawab nahi Teri jafaaon kaa Bas koyi hisaab nahi Duniya o duniya.

More songs from Naya Zamana

Duniyaa O Duniyaa, Teraa Javaab Nahin Lyrics - Naya Zamana (1971) | Indian Film History