Indian Film History

Naya Saal Aaye, Tamase Dikhaye Lyrics

From Nazrana Pyar Ka (1980)

Lyricist
Nida Fazli
Duration
5:33
Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye Jaha hai ujala wahi hai andhera Mukaddar pe kabu na tera na mera Jaha hai ujala wahi hai andhera Mukaddar pe kabu na tera na mera Ye jiwan paheli samjh me na aaye Na aaye na aaye Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye Mohabbat mukaddar badalti rahi hai Ye kashti to tufa em chalti rahi hai Mohabbat mukaddar badalti rahi hai Ye kashti to tufa em chalti rahi hai Mohabbat andhero me rashta banaye Banaye banaye Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye Meri ja mohabbat se daulat badi hai Ye dunia me jadu ki aisi chhadi hai Meri ja mohabbat se daulat badi hai Ye dunia me jadu ki aisi chhadi hai Mohabbat kharide mukaddar Banaye banaye banaye Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye tamashe dikhaye Kisi ko hasaye kisi ko rulaye Naya saal aaye.

More songs from Nazrana Pyar Ka