Saara Saara Din Tum Kaam Karoge Lyrics | Nigahen Nagina Part II

                        
                        Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge

Mausam hai deewano ka
Mat lo naam bahaano ka
Mausam hai deewano ka
Mat lo naam bahaano ka
Kab tak karate rahoge

Tun mere aramaano ka
Kab tak neend haraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge

Root hai hoo
Root hai pyaasi shaamo ki
Tum ko padi hai kamo ki
Root hai pyaasi shaamo ki
Tum ko padi hai kamo ki
Mere do neno me masti
Bhari he so so jaamo ki
Khaali kab ye jaam karo ge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge

Pyaar ka naam likho upar
Baaki saare naamo se
Na jaane kab milegi fursat
Tumako apane kamo se
Pyaar ka naam likho upar
Baaqi saare naamo se
Na jaane kab milegi fursat
Tumako apane kamo se
Kab ye zaroori kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Sara sara din tum kam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Raat ko tum aaraam karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge
Pyaar kab karoge.