Indian Film History

Mera Naam Hai Jamila Lyrics

From Night In London (1967)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:05
O o o o O o o o Yaar ki nigaahon mein Pyaar ki mehfil mein Saahib main rehti hoon Aashiqon ke dil mein Aur mera naam hai jamila Jamila jamila. Yaar ki nigaahon mein Pyaar ki mehfil mein Saahib main rehti hoon Aashiqon ke dil mein Aur mera naam hai jamila Aaye agar aap ko yaad ye nazneen To dhoond le poochne ki Zaroorat nahi Aap ke kareeb Kahien na kahin Aap ke kareeb Kahin na kahin Aap hain jahaan Main hoon wahin Yaar ki nigaahon mein Pyaar ki mehfil mein Saahib main rehti hoon Aashiqon ke dil mein Aur mera naam hai jamila Har ek dil ko Dhadakne ki aadat hui Main jis gali se bhi guzri Qayamat hui Log nazre bichhaane lage Log nazre bichhaane lage Haal dil ka sunaane lage Yaar ki nigaahon mein Pyaar ki mehfil mein Saahib main rehti hoon Aashiqon ke dil mein Aur mera naam hai jamila Ik baar aisa hua Ek chaman ka gulaab Kehne laga husn mera To hai laajwaab Us ka guroor wo saara gaya Us ka guroor wo saara gaya Ek hi nazar mein maara gaya Yaar ki nigaahon mein Pyaar ki mehfil mein Saahib main rehti hoon Aashiqon ke dil mein Aur mera naam hai jamila Jamila jamila.

More songs from Night In London

Mera Naam Hai Jamila Lyrics - Night In London (1967) | Indian Film History