Indian Film History

Sun Aye Bahare Husn Lyrics

From Night In London (1967)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:04
Sun aye bahare husn Mujhe tumse pyaar hai Sun aye bahare husn Mujhe tumse pyaar hai Haan haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Tum beqaraar ho to Mujhe kab qaraar hai Haan haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Main kyaa kahoon sanam Jo mere dil ka haal hai Main kyaa kahoon sanam Jo mere dil ka haal hai Din raat main hoon Aur tumhaara khayaal hai Tumhaara khayaal hai Tum door jab nahin ho To main beqaraar hoon Tum paas jab nahin to Mujhe intezaar hai Haan haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Tum dard do agar To usse main dawaa kahoon Tum dard do agar To usse main dawaa kahoon Main jo hoon wo Tumhaari zafaa ko wafaa kahoon Zafaa ko wafaa kahoon Dekho gale lagaa lo mujhe Tumko shukriyaa Dil tod do to Ye bhi tumhe ikhtiyaar hai Dil tod do to Ye bhi tumhe ikhtiyaar hai Sun aye bahare husn Mujhe tumse pyaar hai Haan haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai Haan zaroor hogaa Mujhe aitbaar hai.

More songs from Night In London

Sun Aye Bahare Husn Lyrics - Night In London (1967) | Indian Film History