Indian Film History

Kab Tak Chhupega Lyrics

From Nirmaan (1974)

Singers
Mukesh
Duration
3:46
Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum Pahlu rakhte tumhare ang kitne Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga Har ada me chhupe hai rang jitne Kyu na ujagar ho ye bahara Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Muskurake uthao jara palke Julf chehre pe udne do chahe Aisi taswir khechu ke duniya Tumko dekhe mujhko sarahe Saare jahan ko kar de deewana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara Maja to jab hai dekhe jamana Rup tumhara pyar hamara Kab tak chhupega aye jane jana Rup tumhara pyar hamara.

More songs from Nirmaan