Indian Film History

Main Ek Ladki Hoon Lyrics

From Nirmaan (1974)

Duration
4:24
Main ek ladki hoon Main ek ladki hoon aur dil rakhti hu Main ek ladki hoon aur dil rakhti hu Dil jo kahta are bas wo karti hu Main ek ladki hoon Duniya mein jine ke kuchh Dekhe hai sapne Un sapno pe marti hu Ab tum samjhe kyu Main ek ladki hoon ghar se nikli hu Ab jo ho so ho are main kab darti hu Main ek ladki hoon Dekha hai maine ulfat karke bhi Aasu pike bhi aahe bharke bhi Dekha hai maine ulfat karke bhi Aasu pike bhi aahe bharke bhi Bin paise ke pyar khali botal yu Main ek ladki hoon ache ghar ki hu Fir main bhi kyu na are dhandha latkau Main ek ladki hoon Mana ke hu main chanda ka tukda Tute darpan mein dekho kyu mukhda Mana ke hu main chanda ka tukda Tute darpan mein dekho kyu mukhda Kya hoga singar mai kyu samjhu Main ek ladki hoon aur dil rakhti hu Main ek ladki hoon aur dil rakhti hu Dil jo kahta are bas wo karti hu Main ek ladki hoon.

More songs from Nirmaan

Main Ek Ladki Hoon Lyrics - Nirmaan (1974) | Indian Film History