Indian Film History

Chugliyaan Lyrics

From Once Upon A Time In Mumbai Dobaara (2013)

Lyricist
Rajat Arora
Duration
4:25
Yaar mera mera aa Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Mujhse kho gaye haan Mujhse kho gaye ho tum Teri yaadon mein haan Teri yaadon mein main gum Hanste mujhpe din mere raatein Hi hain jo karti hain chugliyaan Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein O yaara tere naal ankhiyaan Lagiyaan ki aisiyaan Saaijiyaan muhobbataan Pakiyaan ki mere peechhe Ishq payaan Hai dil mera thirak gaya O yaara tere naal ankhiyaan Lagiyaan ki aisiyaan Saaijiyaan muhobbataan Pakiyaan ki mere peechhe Ishq payaan Hai dil mera thirak gaya yaara Ho khwab dekhe tere Jaage jaage maine Neendon pe pehra hai tera a Raat katein taare Ginte hue saare Chand mein chehra hai tera Raaton ki saza ho Subah ka nasha ho tum Teri yaad mein haan Teri yaad mein main gum Hanste mujhpe din mere Raatein hi hai jo Karti hain chugliyaan Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Ho.wu karenge bahane Milne ke saare Par ab miloge tum kahaan Aayenge chhoo ke Ghar kab tumhare Aur hum jalenge khaam akhan Sanson mein ghula ho Pyaar ka dhuaan ho tum Teri yaadon haan Teri yaadon mein main gum Hanste mujhpe din mere Raatein hi hain jo Karti hain chugliyaan Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein Mera yaar yaar mujh mein Mera pyaar pyaar tujh mein O yaara tere naal ankhiyaan Lagiyaan ki aisiyaan Saaijiyaan muhobbataan Pakiyaan ki mere peechhe Ishq payaan Hai dil mera thirak Gaya mera yaar O yaara tere naal ankhiyaan Lagiyaan ki aisiyaan Saaijiyaan muhobbataan Pakiyaan ki mere peechhe Ishq payaan Hai dil mera thirak gaya Ho rul paave jaave mangda Ya rang gajra laga ke mushkil Yaadon mein gaane Vaane gaake peecche Ishq payaan Hai dil mera thirak gaya Yaar mera.

More songs from Once Upon A Time In Mumbai Dobaara

Chugliyaan Lyrics - Once Upon A Time In Mumbai Dobaara (2013) | Indian Film History