Tu Hi Khwahish Lyrics | Once Upon A Time In Mumbai Dobaara

            
            Ho tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera
mujh mein utra
Bada shor utha
hai kaano mein
Mehfil mein aur
maikhano mein
Tera nasha
gholkar dala hai
Maine dil mein
aur paimano mein

Bada shor utha
hai kaano mein
Mehfil mein aur
maikhano mein
Tera nasha
gholkar dala hai
Maine dil mein
aur paimano mein
Ho tu hi khwahish
Ho tu hi khatra
Zeher tera
mujh mein utra

Daaka tera dil pe pada
Labon se tune jo chhoo liya
Shola bana jal gaya dil mera
Dhuaan hi dhuaan hi dhuaan

Daaka tera dil pe pada
Labon se tune jo chhoo liya
Shola bana jal gaya dil mera
Dhuaan hi dhuaan hi dhuaan

Khayalon mein
Misaalon mein
Tu milta hai pyaalon mein
Tera nasha gholkar dala hai
Maine dil mein aur paimano mein

Ho tu hi khwahish aah
Ho tu hi khatra
Zeher tera mujh mein utra
Haa haa haa haa

Sadka tera mehanga hua
Chaska mujhe tera laga
Naam tera shaam-subah
Dil mera japaa hi japaa hi japaa

Aasmanon ke
tehkhaano mein
Mujhe dhoonda
hai sitaron mein
Tera nasha gholkar
dala hai
Maine dil mein
aur paimano mein

Ho tu hi khwaaish
Ho tu hi khatra
Zeher tera tera
mujh mein utra.