Indian Film History

Teri Marzi Aye Khuda Lyrics

From Paathshala (2010)

Duration
3:26
O o aye khuda teri marzi ke Aage kya hoga hai pata Tu jo chaahe waisa Sama ho teri raza Tu jo chaahe tapati Dhup mein aye khuda Khilata huwa gulista hoga Tune banaayi raahein Tune banaayi manjil Hum le chalein hai Apna kaarwaan aye khuda Teri marzi ke aage Kya hoga aye khuda Tehani tehani se Dekho tuta hai har patta Bikhara huwa pada Hai aaj yeh gulista Jhilmilaata yahaan Muskuraata yahaan Tha khushi se kabhi Yeh aashiyaan Rehbar ho tum hamaare Phir kaisa diya farmaan Farishte bhi rusawa Honge dekhake yeh anjaam Yeh na chaahe koyi Abb bata de tu hi Kehkar apna tu Kyun banata anjaan Aye khuda teri marzi ke Aage kya hoga hai pata Tu jo chaahe waisa Sama ho teri raza Tu jo chaahe tapati Dhup mein aye khuda Khilata huwa gulista hoga Tune banaayi raahein Tune banaayi manjil Hum le chalein Hai apna kaarwaan.

More songs from Paathshala

Teri Marzi Aye Khuda Lyrics - Paathshala (2010) | Indian Film History