Hum Hai Vaasi Swarg Ke Lyrics | Paheli Tarikh

                        
                        hum hai vasi swar ke yahan sda dukh dard
na yahan tadape jindagi na yahan rote nain
ja re ja re papi chala ja ho
ja re ja re papi chala ja

narm aur karm ko chhod ke aaya
preet ke bandhan tod ke aaya
jahar ko samjha dawa
jahar ko samjha dawa
ja re ja re papi chala ja ho
ja re ja re papi chala ja
ja re ja re papi chala ja ho

karm hi ko sabak sikha do sikha do
dard ke sare deep bujha do bujha do bujha do
yahi hai iski saja aa yahi hai iski saja
ja re ja re papi chala ja ho
ja re ja re papi chala ja
ja re ja re papi chala ja ho
ja re ja re papi chala ja
chala ja chala ja chala ja chala ja