Indian Film History

Apni Kaho Kuch Lyrics

From Parchhain (1952)

Duration
3:17
Apni kaho kuch meri suno Kya dil ka lagana bhul gaye Kya bhul gaye Rone ki aadat aisi padi Hasne ka tarana bhul gaye Ha bhul gaye Kaali raate bit gayi Phir chandani raate aayi hai Phir chandani raate aayi hai Dil mein nahi ujiyala mere Gham ki ghataye chhayi hai Gham ki ghataye chhayi hai Preet ke wade yaad karo Kya preet nibhana bhul gaye Kya bhul gaye Apni kaho kuch meri suno Kya dil ka lagana bhul gaye Kya bhul gaye Bhula hua hai raah musafir Bichhada hua hai mazil se Bichhada hua hai mazil se Khoye huye raste ka pata Tum puchh lo kud apne dil se Tum puchh lo kud apne dil se Chalate chalate aise thake Manzil ka thikana bhul gaye Ha bhul gaye Apni kaho kuch meri suno Kya dil ka lagana bhul gaye Kya bhul gaye Nazdeek aao nazdeek aa Yeh mausam nahi phir aane ka Yeh mausam nahi phir aane ka Nazdeek shama ke jaane se Kya haal hua parvane ka Kya haal hua parvane ka Mitane ka fasana yaad raha Jalane ka fasana bhul gaye Kya bhul gaye Apni kaho kuch meri suno Kya dil ka lagana bhul gaye Kya bhul gaye.

More songs from Parchhain