Indian Film History

Naina Laga Ke Lyrics

From Parchhain (1952)

Duration
4:21
Naina laga ke dukh de gayo Sukh le gayo pardesi saiya Naina laga ke dukh de gayo Sukh le gayo pardesi saiya Virha ki raat chhayi badariya Cham cham cham Cham cham cham Chamake bijuriya Chamake bijuriya Virha ki raat chhayi badariya Cham cham cham Cham cham cham Chamake bijuriya Chamake bijuriya Yaad dilake sukh le gayo Dukh de gayo paradesi saiya Naina laga ke dukh de gayo Sukh le gayo pardesi saiya Kaun bataaye mohe dagariya, Kaun bataaye mohe dagariya Naam pritam prem nagariya Prem nagariya Itna pata mujhe de gayo Sukh le gayo paradesi saiya Naina laga ke dukh de gayo Sukh le gayo pardesi saiya Kehti rahi mein par na ruka wo Chham chham chham Chham chham chham Chamake chhala wo Chamake chhala wo Kehti rahi mein par na ruka wo Chham chham chham Chham chham chham Chamake chhala wo Chamake chhala wo Chutaki bajaake Dil le gayo dukh de gayo Paradesi saiya Naina laga ke dukh de gayo Sukh le gayo pardesi saiya.

More songs from Parchhain

Naina Laga Ke Lyrics - Parchhain (1952) | Indian Film History