Indian Film History

Aye Baandi Tum Begum Bano Khwab Dekha Hai Lyrics

From Parineeta (1953)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
4:04
Aye bandi tum begum Bano khwab dekha hai Ji aisa khwab dekha hai Ke hum badshah bane hai Aye bandi tum begum Bano khwab dekha hai Ji aisa khwab dekha hai Ke hum badshah bane hai Badshah bane ho ji Tumhe jara na aayi laz Badshah bane ho ji Tumhe jara na aayi laz Bap ne mari mendki Aur beta teer andaz Acha to ab pas aao pahle Apni nak katao Nakte bano tum ha ha Nakte bano tum Kya kahegi duniya Meri nak hui gum Meri nak hui gum Aao ji aao ji hamse karo mel Aao ji aao ji hamse karo mel Chachungar ke sar pe Chameli ka tel Chachungar ke sar pe Chameli ka tel Chachaudar bana diya mujhe O begam ye kya kiya Utha tha sher tumne sula diya Haye begam ye kya kiya Are uth Nahi tum nak kataoge nahi Tum nakte banoge Hame begam banaoge Aur khud badshah banoge Ha meri ja ha meri ja Badsah banunga Tujhe badshah banau Unche takhat pe bithau Dil mein tu rakhna sabar O badshah dil mein tu Rakhna sabar Tujhe badshah banau Unche takhat pe bithau O badshah dil mein tu Rakhna sabar Us takat ke tale aji Sham ke dhale Main bana dungi teri kadar O badshah dil mein tu Rakhna sabar O badshah dil mein tu Rakhna sabar.

More songs from Parineeta

Aye Baandi Tum Begum Bano Khwab Dekha Hai Lyrics - Parineeta (1953) | Indian Film History