Indian Film History

Yun Na Sharma Lyrics

From Parwana (1971)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
5:35
He he he he Ho ho la la la La la la la la la la la la la la Yoon na sharma phailaade Apni gori gori banhen Yoon na sharma phailaade Apni gori gori banhen Saari duniya se keh doonga Ke tujhi ko ham chahen Ke tujhi ko ham chahen Ke tujhi ko ham chahen Yoon na sharma phailaade Apni gori gori banhen Ho kaali zulfon waale Zara zulfon ko bikhraa de Meri duniya ko mahka de Ek nasha sa chaaya hai Aao chalen ab na ruken Khulin hain dil ki raahen Ke tujhi ko ham chahen Ke tujhi ko ham chahen Yoon na sharma phailaade Apni gori gori baanhen Arre hasnewaalo Jo jiye bhi socho Jinhen pyaar milta Nahin jeete hain kaise Arre hasne waalon Saath jiyen saath maren phir na kabhi chaaha tha Pyaar mile pyaar karen Aisa kabhi socha tha Dil ko kisine toda Apna banaake chhoda Utna hamen ronaa pada Jitna haseen sapna thaa Arre hasne waalon Yun na sharma phailade Apni gori gori baanhen Saari duniya se keh doonga Ke tujhi ko ham chahen Ke tujhi ko ham chahen Yun na sharma phailade Apni gori gori baanhen Ho neeli aankhon waale Teri aankhon me kya kya hai Naye sapnon ki duniya hai Dil inhin me doobaa hai Baat jo ham kah na sake Kah rahin hain ye nigaahen Ke tujhi ko ham chaahen Ke tujhi ko ham chaahen Yun na sharama phailaade Apni gori gori baanhen Arre hasnewaalon Jinko mili dil ki khushi Khushiyaan manaa sakte hain Apne ye gham duniya ko ham Kaise suna sakte hain Sapne sajaane waalon Hasne hansaane Waalon aao idhar Zakhme jigar tumko Dikha sakte hain Arre hasnewaalon Kabhi ye bhi socho Jinhen pyaar milta Nahin jeete hain kaise Arre hasne waalon Yun na sharma phailaa de Apni gori gori baanhen Saari duniya se keh doonga Ke tujhi ko ham chaahen Ke tujhi ko ham chaahen Ke tujhi ko ham chaahen Yun na sharma phailaa de Apni gori gori baanhen.

More songs from Parwana

Yun Na Sharma Lyrics - Parwana (1971) | Indian Film History