Kehna Na Tum Yeh Kisi Se Lyrics | Pati Patni Aur Tawaif

                        
                        kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se
aaj se ab se abhi se
mai tera mai tera mai tera bas tera
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se
aaj se ab se abhi se
mai teri mai teri mai teri bas teri
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se
ek aag dil me lagi hai
ho ek aag dil me lagi hai
dil kya diya jaan di hai
pyari bahut jindagi hai
tu pyara tu pyara tu pyara hi jindagi se
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se
karde agar tui isara
karde agar tu isara
marna hai mujhko gawara
marna hai mujhko gawara
chhod a jamana ye sara
mai gujra mai gujra mai gujra teri gali se
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se

palko ke upar bithalu
ankho ke andar chhupa lu
aa tujhko palko ke upar bithalu
ankho ke andar chhupa lu
aa tujhko tujhse chura lu
aa tujhko tujhse chura lu
daman daman daman chhuda kar sabhi se
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se
aaj se ab se abhi se
mai tera mai tera mai tera bas tera
kahna na tum ye kisi se
ho kahna na tum ye kisi se