Indian Film History

Allah Hi Allah Kar Pyare Lyrics

From Pavitra Paapi (1970)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
4:00
Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah O thandi aahe na bhar pyare Na bhar pyare bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah mola hi mola ho O koi aisi, o koi aisi rat nahi Hai jiska hota nahi savera O kanto ka dukh o kanto ka dukh Jhelne wale phoolo pe bhi haq hai tera Sukh de chahe dukh de data Sukh de chahe dukh de data Hans ke jholi bhar pyare Bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah mola hi mola ho Jo tere dil mein khot nahi to Apne kiye pe kyu pachhtana Bant le dard kisi ka jag me Aur yaha se kya le jana Jab tak shaf ha dil ka shisha Jab tak shaf ha dil ka shisha Duniy ase na dar pyare Bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah mola hi mola ho O kya jane kab, o kya jane kab Sapne tute ujad jaye khushiyo ka mela Aur kab ye kismat, aur kab ye kismat Chhod de tujhko dorahe pe akela Kitne mod abhi hai baki Kitne mod abhi hai baki Kisko hai ye khabar pyare Bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah mola hi mola ho Kabhi kabhi is duniya mein yaro Aise pharishte bhi aate hai Kisi ko apna sab kuch deke Khali hath chale jate hai Jaise sukh ki chhaya deke Jaise sukh ki chhaya deke Badal jaye bikhar pyare Bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Bhai allah hi allah O thandi aahe na bhar pyare Na bhar pyare bhai allah hi allah Allah hi allah kar pyare bhai Allah hi allah mola hi mola ho.

More songs from Pavitra Paapi

Allah Hi Allah Kar Pyare Lyrics - Pavitra Paapi (1970) | Indian Film History