Indian Film History

Sada Sadak Dil Kare Dhak Dhak Aur Khanke Mera Lyrics

From Pavitra Paapi (1970)

Lyricist
Prem Dhawan
Duration
4:42
Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Shada shadak dil kare dhak dhak Aur khanke mora kangana Bachpan bita aayi jawani Chhut chala ab babul ka angana Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Bhaiya ne dhunda war mera To dhunda no phut lamba Bhaiya ne dhunda war mera To dhunda no phut lamba Dekhu to aisa lage jaise kaise Dekhu to aisa lage jaise Ho bijli ka khamba par kya karu Haye re ab kya karu haye kya karu Haye re ab kya karu Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Chacha ne dhunda war mera To dhunda itna mota Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Chale sadak par aise jaise kaise Chale sadak par aise jaise Bependi ka lota haye kya karu Haye re ab kya karu haye kya karu Haye re ab kya karu Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Tau ne dhunda war mera To dhunda itna kala Tau ne dhunda war mera To dhunda itna kala Unt samjh ke bhag uthe re hui ma Unt samjh ke bhag uthe Har koi dekhne wala Haye kya karu Haye re ab kya karu haye kya karu Haye re ab kya karu Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak Na bijli ka khamba na Wo mota na wo kala Babul ne dhunda war mera To dhunda sabse nyara Na koi aisa phool chaman mein Na koi gagan mein tara Jhuti chal jhuti kab dekha tune Dekha ha dekha Use na dekha par dekha hai Use na dekha par dekha hai Uska sapna pyara Haye kya karu Haye re ab kya karu haye kya karu Haye re ab kya karu Shada shadak dil kare dhak dhak Dhak dhak dhak dhak.

More songs from Pavitra Paapi

Sada Sadak Dil Kare Dhak Dhak Aur Khanke Mera Lyrics - Pavitra Paapi (1970) | Indian Film History