Indian Film History

Duniya Ke Saath Lyrics

From Pocket Maar (1956)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:17
Duniya ke saath chal pyaare Aise na haath mal pyaare Do din bahaar hans kar guzaar Hai ye reet aaj kal pyaare Duniya ke saath chal pyaare Aise na haath mal pyaare Jab tak jawaan ye dil hai Duniya haseen mahfil hai Masti mein doob kar ji le Har saans teri manzil hai Jab tak jawaan ye dil hai Duniya haseen mahfil hai Masti mein doob kar ji le Har saans teri manzil hai Kyaa aitbaar phir ye bahaar Aaye naa aaye kal pyaare Duniya ke saath chal pyaare Aise na haath mal pyaare Thodi hain chaandni raatein Ho mat soch hosh ki baatein Khushiyon ki dhoop ke peechhe Gham ki lagi hain barsaatein Thodi hain chaandni raatein Ho mat soch hosh ki baatein Khushiyon ki dhoop ke peechhe Gham ki lagi hain barsaatein Saare usool bilkul fazool Tu ganwaa naa ek pal pyaare Duniya ke saath chal pyaare Aise na haath mal pyaare Do din bahaar hans kar guzaar Hai ye reet aaj kal pyaare Duniya ke saath chal pyaare Aise na haath mal pyaare.

More songs from Pocket Maar

Duniya Ke Saath Lyrics - Pocket Maar (1956) | Indian Film History