Indian Film History

Kisi Ke Thukra Kar Lyrics

From Pocket Maar (1956)

Duration
4:23
Kisi ke thukraakar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Arre anjaan nahin aasan Bahaaron ke aise samaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Shamaa tak aakar parwaane Kahaan jaata hai deewaane Shamaa tak aakar parwaane Kahaan jaata hai deewaane Yoonhi kyun hota hai hairaan Nazaakat mauke ki pahchaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Kisi ke thukraa kar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Sada ik baat nahin hoti Haseen har raat nahin hoti Sada ik baat nahin hoti Haseen har raat nahin hoti Bharosa kya ghataaon ka Sada barsaat nahin hoti Sada barsaat nahin hoti Ye rut hai do din ki mehmaan Na hogi kal koyal ki taan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata Kisi ke thukraa kar armaan Na jaao bedardi nadaan Ye mausam roz nahin aata Ye mausam roz nahin aata.

More songs from Pocket Maar

Kisi Ke Thukra Kar Lyrics - Pocket Maar (1956) | Indian Film History