Indian Film History

Naa Jaanu Ram Meri Lyrics

From Prem Pratigyaa (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
4:11
Arey na janu ram meri bindiya kaha gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi Gol gol anmol bindiya kaha gayi Bindiya laga ke main to sejiya pe gayi thi Sejiya pe giri ke rasiya se lipat gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi Bindiya laga ke main to bago mein gayi thi Bago mein gayi thi baharo mein gayi thi Bago mein giri ke Arey bago mein giri ke mali se lipat gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi haye Na janu ram meri bindiya kaha gayi Arey bindiya laga ke Main kheto mein gayi thi Kheto mein gayi thi Khaliyano mein gayi thi Kheto mein giri ke Arey kheto mein giri ke Patwari se lipat gayi Na janu ram Na janu ram meri bindiya kaha gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi Arey bindiya laga ke Main to thane mein gayi thi Thane mein rapat likh Wane main gayi thi Thane mein giri ke Thane mein giri ke Daroga se lipat gayi Na janu ram Na janu ram meri bindiya kaha gayi Na janu ram meri bindiya kaha gayi.

More songs from Prem Pratigyaa