Indian Film History

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics

From Prem Pratigyaa (1989)

Lyricist
Indeevar
Duration
7:08
Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Mar jaayenge aasiq warna Itna karam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Mar jaayenge aasiq warna Itna karam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Meri subah aur meri shaam Aati hai lekar aap ka naam Aap ka naam Aap ke hi kadmo mai sanam Gujregi meri umra tamaam Umra tamaam Hum ko juda mat karna Chahe sar ko kalam kar dena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Mar jaayenge aasiq warna Itna karam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Maine apni khushiya tamaam Kar di aaj se aap ke naam Aap ke naam Pyar ka jab aagaaz kiya Kyun soche dil ka anjaam Dil ka anjaam Dil pe hamare tiro ki barkha Jitna ho dum kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Mar jaayenge aasiq warna Itna karam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena Mar jaayenge aasiq warna Itna karam kar lena Pyar kabhi kam nahi karna Koi sitam kar lena.

More songs from Prem Pratigyaa

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna Lyrics - Prem Pratigyaa (1989) | Indian Film History