Indian Film History

Prem Ki To Jhuthi Maaya Lyrics

From Prerana (1984)

Singers
Moti Sagar
Lyricist
Moti Sagar
Duration
4:58
prem ki to hai jhuthi maaya prem ki to hai jhuthi maaya kisi ne khoya kisi ne paaya prem ki to hai jhuthi maaya is duniya ki jhuthi rasme jhuthe waade jhuthi kasme prem ko koi samjh na paya apna kaha jise vo tha paraya kisi ne khoya kisi ne paaya prem ki to hai jhuthi maaya prem ki to hai jhuthi maaya patthar dil hai duniywaale koi na dekhe man ke chhale meet samjh ke jiski pukaara usi ne man ka deep bujhaya kisi ne khoya kisi ne paaya prem ki to hai jhuthi maaya prem ki to hai jhuthi maaya kisi ne khoya kisi ne paaya prem ki to hai jhuthi maaya prem ki to hai jhuthi maaya.

More songs from Prerana

Prem Ki To Jhuthi Maaya Lyrics - Prerana (1984) | Indian Film History