Indian Film History

Kaun Hoon Main Lyrics

From Prince (2010)

Singers
Atif Aslam
Duration
4:33
Aaaa aaaa Anjaani si khwaish hai Anjaana hai afsana afsana Na meri koi manzil hai Na koi hai thikana Aaaa aaaa Anjaani si khwaish hai Anjaana hai afsana Na meri koi manzil hai Na koi hai thikana Aaaa ae..aaaaaa Kaun hoon main Kiski mujhe talaash Kaun hoon main Kiski mujhe talaash In sooni sooni Tanah rahoon par Who am i who who am i Behke behke se palchin hai Hosh mein bhi madhoshi hai Na na na na naaa Mujhko sunayi deti hai Ye kaisi khamoshi hai Who am i Behke behke se palchin hai Hosh mein bhi madhoshi hai Na na na na naaa Mujhko sunayi deti hai Ye kaisi khamoshi hai Aaaa..aee..aaaaa Kaun hoon main Kiski mujhe talaash Kaun hoon main Kiski mujhe talaash In sooni sooni Tanah rahoon par Koi bhi to jaane na Aalam meri tanhai ka Peecha karta rehta hoon Main to apni parchai ka Oooo aaaaaaa Koi bhi to jaane na Aalam meri tanhai ka Peecha karta rehta hoon Main to apni parchai ka ooo aaa Kaun hoon main Kiski mujhe talaash Kaun hoon main Kiski mujhe talaash In sooni sooni Tanah rahoon par Aa bhi ja sanam Aaa aaaa aaaa.. Aa bhi ja sanam Yun na kar sitam Teri baahon mein nnn Aa bhi ja sanam Yun na kar sitam Teri baahon mein Mar mitenge hum Aa bhi ja sanam Yun na kar sitam Teri baahon mein Mar mitengeeee hummmm Baahon mein koi chehra hoga Chehre pe mera pehra hoga Aawarapan kahe hai mujh se Sach ho jaaye ga Tera mera jo hai ye saara sapna Aa bhi ja sanam Yun na kar sitam Teri baahon mein Mar mitenge hum Aa bhi ja sanam Yun na kar sitam Teri baahon mein Mar mitengeeee hummmm.

More songs from Prince

Kaun Hoon Main Lyrics - Prince (2010) | Indian Film History