Life Sahi Hai Lyrics | Pyaar Ka Punchnama

                        
                        life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi hai
yari ka cooker hai seeti haseen hai
jab bhi baji hai kis ki baji hai
yari ka cooker hai seeti haseen
jab bhi baji kas ke baji
tas ki baji baji baji baji baji baji
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi nahi nahi

agar tumko hai problem
tumhara issue hai
na rumal hai humpe
na humpe tissue hai
sutte ka kohara hai daru bahi hai
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi nahi nahi

code ki hai khate
code hi ki hai bachate
chaddi doondne ko bhi hum to guglate
apni to gita soyengi kahi hai
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi nahi nahi

na kisi ka rona dhona
na kisi ka rona dhona
na koi siyapa
har kisi ko tada
har kisi ko napa
chhichho ristan ke hum chaudhary hai
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi nahi nahi
life sahi hai tension nahi hai
life sahi hai tension nahi nahi nahi.