O Banwre Sun To Lee Lyrics | Pyaar Ka Punchnama

                        
                        kuch to kehe rahi hai zindagi
kuch to kehe rahi hai zindagi
gumshum beh rahi hai zindagi
o banwre sun to le
o banwre sun to le
o banwre sun to le zara
khwabo ka ye ajab tana bana
o banwre sun to le
o banwre sun to le
o banwre sun to le zara

kab tak yunhi chala jayega
khud ko yunhi jala payega
kab thak yunhi chala jayega
khud ko yunhi jala payega
kab tak rahega gumshum yunhi
kab tak kudi ko behalayega
kuch gunguna koi nai
dun to le zara
o banwre sun to le
o banwre sun to le
o banwre sun to le zara

jo bas me tha kar liya
har raah chal har dagar liya
jo bas me tha kar liya
har raah chal har dagar liya
to pal thaher to le zara
bahut rakh liya
bahut bhar liya
yaado ke rakh se phool tu
chun to le zara

o banwre sun to le
o banwre sun to le
sun to le zara sun to le
sun to le zara sun to le
o banwre sun to le zara
o banwre sun to le
o banwre sun to le.