Humari Yaad Ki Lyrics | Pyaas

                        
                        naha kar dhup me chhat par
late bhigi sukhane me
kabhi aaina rakhkar samne
mehnadi rachane me
kabhi sahne gulsita me
kabhi phulo ke mele me
kabhi sakhiyo ke jhurmut me
kabhi yu hi akele me
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
tumhe jab aa gayi hogi
kabhi bahla gayi hogi
kabhi tadpa gayi hogi
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
aayi kyu hichkiya nahi malum
kaun hai meharba nahi malum
hichkiya aati hai kyu
hichkiya aati hai kyu
ae dile nashad mujhe
shayad us bhulne wale ne kiya yaad mujhe
kabhi bahla gayi hogi
kabhi tadpa gayi hogi
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
do hi hichki leke
ruksat ho gaya bimare gham
ek hichki maut ki thi
ek hichki maut ki thi
ik tumhari yaad ki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
tumhe jab aa gayi hogi
kabhi bahla gayi hogi
kabhi tadpa gayi hogi
humari yaad ki hichki
tumhe jab aa gayi hogi
tumhe jab aa gayi hogi
ha bahut chaha mohabbat raaz rah jaye
sare mehfil

bahut chaha mohabbat raaz rah jaye
sare mehfil
ae najar meri achanak aaha
najar meri achanak oho
najar meri achanak aapse takra gayi
hogi najar meri achanak aapse takra gayi
hogi najar meri achanak aaha
najar meri achanak oho
najar meri achanak
sab log
sab log jidhar wo hai
udhar dekh rahe hai
hum dekhne walo ki
najar dekh rahe hai
dubara dil me koi inkalab
ho na saka
tumhari pahli najar ka jawab ho na saka
najar meri achanak aaha
najar meri achanak oho
najar meri achanak
are churate kyu ho najre
churate kyu ho najre
itifakan lad gayi aankhe
na tumne jaankar dekha
na tumne jaankar dekha
na humne jaankar dekha
najar meri achanak aaha
najar meri achanak oho
najar meri achanak aapse takra gayi
hogi kabhi bahla gayi
hogi tadpa gayi
hogi humari yaad ki hichki
tumhe jab aa gayi
hogi tumhe jab aa gayi
ha ha hogi
ha humesha aksh bankar
main teri aankho me rahta hu
humesha aksh bankar
main teri aankho me rahta hu
tu khud ko aaine me, aaha
tu khud ko aaine me, oho
tu khud ko aaine me dekhkar sharma gayi hogi
tu khud ko aaine me dekhkar sharma gayi hogi
tu khud ko aaine me, aaha
tu khud ko aaine me, oho

tu khud ko aaine me
aaina kya batayega
aaina kya batayega mujhse milao aankh
meri najar kasuti hai husno jamal ki
hum unko jaate dekh rahe the
hum unko jaate dekh rahe the
ke dafatan hatho se gir ke
tut gaya dil ka aaina
tu khud ko aaine me, aaha
tu khud ko aaine me, oho
tu khud ko aaine me
rabte husn o ishq se
wakif hai shayad aaina
rabte husn o ishq se
wakif hai shayad aaina
apni surat dekhte hai wo
najar aata hu main to khud ko
tu khud ko aaine me, aaha
tu khud ko aaine me, oho
tu khud ko aaine me dekhkar sharma gayi hogi
kabhi bahla gayi hogi
kabhi tadpa gayi hogi
humari yaad ki hichki
tumhe jab aa gayi hogi
tumhe jab aa gayi hogi
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki
humari yaad ki hichki