Indian Film History

Pyar Aisa Hamara Tumhara Lyrics

From Pyar Ki Dastan (1961)

Duration
4:05
pyar aisa pyar aisa pyar aisa hamara tumhara jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara ho pyar aisa pyar aisa hamara tumhara jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara nain mere tere darshan dewane are mai hu teri bawaria tujko meri pyari gujaria lag jae meri umariya ho lag jae meri umaria mai hu teri mai hu teri tu hai mera sahara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara teri hasi par waru mai tan man teri khushi par ye jeevan tere liye saari duniya ko chodu todu na behno ka bandhan pyar dekhe pyar dekhe zamana hamara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara pyar aisa pyar aisa hamara tumhara jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara armaan bankar oh meri gudiya dil me sada yu hi rahna tu saaz hai mai aawaz teri tu jaan mai tan hun behna tu jaan mai tan hun behna kitna sundar kitna sundar hai nata hamara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara pyar aisa pyar aisa hamara tumhara jaise ganga aur jamuna ki dhara ho jaise ganga aur jamuna ki dhara

More songs from Pyar Ki Dastan

Pyar Aisa Hamara Tumhara Lyrics - Pyar Ki Dastan (1961) | Indian Film History