Indian Film History

Sun Le Meri Jaan Lyrics

From Pyar Ki Dastan (1961)

Duration
5:07
Sun le meri jaan keh rehi zubaan Sun le meri jaan keh rehi zubaan Pyaar ki dastaan pyaar ki dastaan Maine sun liya dil ne chun liya Maine sun liya dil ne chun liya Tumko meharbaan Tumko meharbaan maine chun liya Rahe ye haath haath mein Na chhoote umr bhar Rahe ye haath haath mein Na chhoote umr bhar Na chhoote umr bhar Kabhi na khatm ho Hamaare pyaar ka safar Pyaar ka safar Ruke na dilbura chale yun hi sada Ruke na dilbura chale yun hi sada Apna karwaan apna karwaan Sun le meri jaan Qadam qadam pe dega gham Zamaane chaah mein Qadam qadam pe dega gham Zamaane chaah mein Zamaane chaah mein Khushi se jaan denge ham Wafa ki raah mein Wafa ki raah mein Ye waada pyaar ka Na dena tum bhula Ye waada pyaar ka Na dena tum bhula Mere paasbaan Mere paasbaan maine sun liya Gawaah aasmaan hai Aur ye zameen hai Gawaah aasmaan hai Aur ye zameen hai Ye zameen hai daga na Doge tum kabhi mujhe Yakeen hai mujhe yakeen hai Kasam teri sanam Juda na honge ham Kasam teri sanam Juda na honge ham Jeete jee yaha jeete jee yaha Sun le meri jaan keh rahi zubaan Sun le meri jaan keh rahi zubaan Pyaar ki dastaan Pyaar ki dastaan Pyaar ki dastaan Pyaar ki dastaan Pyaar ki dastaan.

More songs from Pyar Ki Dastan

Sun Le Meri Jaan Lyrics - Pyar Ki Dastan (1961) | Indian Film History