Koyi Aur Duniya Mein Tumsa Lyrics | Pyar Ki Kahani

                        
                        Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Ada ye najar ye jaha me kahi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi

Burai teri agar jamana kare
Baya koi jutha fasana kare
Burai teri agar jamana kare
Baya koi jutha fasana kare
Uthaye ye kasme hazaro magar
Yaki kaise tera deewana kare
Bhala is jamane ka koi yaki hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi

Juda hai sabhi se kahani teri
Jara pas aa meharbani teri
Juda hai sabhi se kahani teri
Jara pas aa meharbani teri
Tujhe dekhta hai ghatao se chand
Ke hai chandani bhi deewani teri
Kisi or ka nam kya mahjabi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Koi aur duniya mein tumsa haseen hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi
Ada ye najar ye jaha me kahi hai
Nahi hai nahi hai nahi hai nahi.