Aa Tujhko Bulaye Lyrics | Pyara Dushman

                        
                        Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

Pyar ke raste bade nashile
Pyar ke raste bade nashile
Mere bahke kadam
Mujhe thame sanam
Mere bahke kadam thame sanam
Chal na saku mai
Ab kya karu ma
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

Pyar ka chaska nahi hai bas ka
Pyar ka chaska nahi hai bas ka
Hai aankho mein sharm
Mera dil hai naram
Hai aankho mein sharm
Dil hai naram
Anjan hu main
Kaise kahu main
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan

Kahe ka darr hai
Kaha najar hai
Nayi dagar hai yehi fikar hai
Karo iska na gham acha sanam
Karo iska na gham acha sanam
Ham hai tumhare
Tum ho hamare
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Aa tujhko bulaye ye pyasi nigahe
Ae jane jahan tu hai kaha aaja
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan
Abhi to dil jawan
Naya naya hai jahan.