Indian Film History

Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics

From Pyara Dushman (1955)

Lyricist
Saba Afghani
Duration
2:53
Yeh duniya hai aani jaani Duniya hai aani jaani Yeh duniya hai aani jaani Duniya hai aani jaani Kal na jane kya ho Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo O yeh duniya hai aani jaani Duniya hai aani jaani Raat albeli din hai suhana Gati hai mauje tarana Aise mein do jahan Hamse karib hai Ham badal de jamana Ham badal de jamana Gham na jane ka ho Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo O yeh duniya hai aani jaani Duniya hai aani jaani Ham kya jano pyar ki bate Sikho kisi se kami ko Ulfat hai chees kya Tumko tamij kya Tum to thahre lutere Tum to thahre lutere Kal na jane kya ho Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo O yeh duniya hai aani jaani Duniya hai aani jaani Pyar ki tum hi jogan Karogi badi maharbani Hatho mein hath ho Dil dil ke paas ho Kya ho jindgani Kya ho jindgani Kal na jane kya ho Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo Khalo pilo mauj uda lo Dilwalo matwalo.

More songs from Pyara Dushman

Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics - Pyara Dushman (1955) | Indian Film History