Indian Film History

Pyar Kismat Se Lyrics

From Qurbani Rang Layegi (1991)

Duration
5:38
Jiska bhi dil tuta yaaro Paymane mein dub gaya Ek sitara chalte chalte Maykhane mein dub gaya Jaan bujh ke dubne wale Tujhse hi to shikwa hain Usse koi gila nahin jo Anjaane mein dub gaya Pyar kismat se milta hain Yaar kismat se milta hain Pyar kismat se milta hain Yaar kismat se milta hain Ho mujhe pyar mila Mujhe yaar mila Main phir bhi hoon tanha tanha Pyar kismat se milta hain Yaar kismat se milta hain Dekhu tu zara kismat ka sitam Har khushi mein lipta hua hain gham Dekhu tu zara kismat ka sitam Har khushi mein lipta hua hain gham Jeene ko jiye jata hoon magar Ye jina bhi nahin maut se kam Humdard bhi hain humraz bhi hain Main phir bhi hoon tanha tanha Pyar kismat se milta hain Yaar kismat se milta hain Mujhe pyar mila mujhe yaar mila Main phir bhi hoon tanha tanha Pyar kismat se milta hain Jis pyar mein range wafa nahin Jis pyar mein range wafa nahin Wo pyar hain iss duniya sa hasi Wo pyar hain iss duniya sa hasi Ye duniya yun to sabki hai Dhunda to yaha koi apna nahin Har mod pe hai ek bhid lagi Main phir bhi hoon tanha tanha Pyar kismat se milta hain Ho yaar kismat se milta hain Mujhe pyar mila mujhe yaar mila Main phir bhi hoon tanha Pyar kismat se milta hain Ho yaar kismat se milta hain Pyar kismat se milta hain.

More songs from Qurbani Rang Layegi