Shukriya Shukriya Lyrics | Qurbani Rang Layegi

                        
                        shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya
ho khushnaseebi meri aapne jo diya
ho khushnaseebi meri aapne jo diya
shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya
le ke aaye the kya le ke jaayenge kya
le ke aaye the kya le ke jaayenge kya
gor uspe kai ke chod jaayenge kya
chhod jayenge wahi jo hai apka
shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya

pyar se badh ke anmol kuch nahi kuch nahi
pyar se badh ke anmol kuch nahi kuch nahi
pyar se badh ke kuch bhi nahi a hssin
rishta phir to nahi jodte pyar ka
shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya

humsafar jane kyo ban gaye ajnabi
humsafar jane kyo ban gaye ajnabi
dillagi to na thi apne dil ki lagi
aao phir dhundhe koi naya rashta
shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya
ho khush naseebi meri aapne jo diya
ho khush naseebi meri aapne jo diya
shukriya shukriya shukriya aapka aapka shukriya