Chunariyaa Lyrics | Raavan

                        
                        mohe aaj na dekho na dekho
aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai

muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
main to jobanwa se sharmaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai

araj gujaarun sun re kalaai
araj gujaarun sun re kalaai
aaj na lena haay angdaayi
aaj na lena haay angdaayi
main to aaj firun re ghabraao
main ghar pe chunariya bhul aai

main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai

laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
main to in galiyan me kyu aai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai.