Indian Film History

Kahti Hai Dil Ki Lagi Lyrics

From Raju Ban Gaya Gentelman (1992)

Lyricist
Dev Kohli
Duration
5:23
Kehati hain dil ki lagi ho ja tu aaj meri Kehati hain dil ki lagi ho ja tu aaj meri Ha ha ha main toh hoon deewaana tera Koyi bhi bahaana Tera abb na chalega meri jaan Na na na chhuna na Pyaar mein yun khona na Aa hogi ruswaayi meri Achchhi nahin jid yeh teri Kaise samjhaau jaaneja Na na na chhuna na Pyaar mein yun khona na Husn jawaan hai ishq jawaan hain Hum don ko hosh kahaan hain Husn jawaan hai ishq jawaan hain Hum don ko hosh kahaan hain Ik nayi duniya mein kho jaaye Aao hum tum ek ho jaaye Hogi ruswaayi meri Achchhi nahin jid yeh teri Kaise samjhaau jaaneja Na na na chhuna na Pyaar mein yun khona na Jo tere dil mein wahin mere dil mein Pad gayi main toh haay mushkil mein Jo tere dil mein wahin mere dil mein Pad gayi main toh haay mushkil mein Thodi si meri majburiya hai is liye Sajana yeh duriya hai Main toh hoon deewaana Tera koyi bhi bahaana tera Abb na chalega meri jaan Na na na chhuna na Pyaar mein yun khona na Aa hogi ruswaayi Meri achchhi nahin jid yeh teri Kaise samjhaau jaaneja Na na na chhuna na Pyaar mein yun khona na Main toh hoon deewaana tera, Koyi bhi bahaana tera Abb na chalega meri jaan Na na na chhuna na Ha ha ha na jaana.

More songs from Raju Ban Gaya Gentelman