Indian Film History

Aaj Sakhi Ri More Piya Ghar Aaye Lyrics

From Ram Aur Shyam (1967)

Music
Naushad
Duration
5:43
Aaj sakhi ri more piya ghar Aaye re piya ghar aaye re Ang ang dole mora ang ang Ang ang dole mora mona Mann lehraaye re Aaj sakhi ri more piya ghar Aaye re piya ghar aaye re Ang ang dole mora ang ang Ang ang dole mora Mona mann lehraaye Rut rangili mausam bhiga Piya bina sab fika fika Jab se piya mora aaya Laage re mohe mitha mitha Aaye din pyaar ke re Jiyara haar ke re Naachu main banake gujariya Haay haay laagi balam se Najariya saari saari raat mohe Nind nahi aaye re nindi nahi aaye re Ang ang dole mora ang ang Ang ang dole mora mona Mann lehraaye re Saiyaan ne maari nain kataari Mar gayi main toh ui re maiya Raat na dekhi na din dekhe Mohe bulaaye daiya re daiya Mera dil kho gaya re Jaane kya ho gaya re Ban gayi re main toh Baawariya haay haay naino Mein bas gaye sawariyaan Pyaar bhare git piya madhur Madhur gaaye re madhur madhur Gaaye re ang ang dole mora Ang ang ang ang dole mora Mona mann lehraaye re Aaj sakhi ri more piya Ghar aaye re piya ghar aaye re Ang ang dole mora ang ang Ang ang dole mora Mona mann lehraaye re.

More songs from Ram Aur Shyam

Aaj Sakhi Ri More Piya Ghar Aaye Lyrics - Ram Aur Shyam (1967) | Indian Film History