Indian Film History

Main Hoon Saaqi Tu Hai Sharabi Lyrics

From Ram Aur Shyam (1967)

Music
Naushad
Duration
3:47
Main hu saaqi tu Hai sharabisharabi Main hu saaqi tu Hai sharabisharabi Tune aankho se pilayii Woh nasha hai ke duhai Har taraf dil ke chaman Mein phul khile hain gulabi Gulabi main hu saaqi tu Hai sharabisharabi Main hu saaqi tu Hai sharabisharabi Ishq mein jina sambhal ke Dil ka paimana na chhalake Bahaki bahaki teri najare Khwab dikhlaati hain kal ke Bahaki bahaki teri najare Khwab dikhlaati hain kal ke Teri mehfil mein o saaqi Ham chale aaye nashe mein Abb toh bas yeh hai tamanna Umrr kat jaaye nashe mein Umrr kat jaaye nashe mein Ishq hai teri sawali Ishq hai teri sawali Husn hai mera jawabi jawabi Tu hai saaqi main Hun sharabisharabi Tu hai saaqi main Hun sharabisharabi Main teri duniya mein aa ke Rah gaya khud ko bhula ke Kya ho anjaam na jaane Hosh ulfat mein ganva ke Kya ho anjaam na jaane Hosh ulfat mein ganva ke Bekhudi ke yeh taraane Yu hi gaaye ja dewaane Ishq rang laayega apna Aa gaaye ab woh jamaane Ishq rang laayega apna Aa gaaye ab woh jamaane Teri mastaani yeh baate Teri mastaani yeh baate Dil pe laaye na karaabi karaabi Main hu saaqi tu hai sharabi Sharabi tune aankho se pilayii Woh nasha hai ke duhai Har taraf dil ke chaman Mein phul khile hain gulabigulabi Main hu saaqi tu hai sharabi sharabi Main hu saaqi tu hai sharabi sharabi.

More songs from Ram Aur Shyam

Main Hoon Saaqi Tu Hai Sharabi Lyrics - Ram Aur Shyam (1967) | Indian Film History