Indian Film History

Nand Ka Lala Re Lyrics

From Rangrezz (2013)

Duration
3:59
Hoyehoyehoye Koi kahe chitchor Haan koi kahe mastikhor Koi kahe chitchor Koi kahe mastikhor Gopiyon ka woh bal nand lala Ho khabar khabar charon oar Idhar udhar macha shor Le ke gwaalon ka Gang matwala re Kanhaiya hey Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala Kahin banjo ki taal Ho kahin dholak mridang re Kahin banjo ki taal Ho kahin dholak mridang Kahin chhai tarang Kahin chhai umang Hue saare malang Chale karne hud-dang Kar na kuchh bhi tu Gadbad ghotala re Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala Yaron ke yaar Chale ho ke taiyyar Baazi kaisi bhi ho Kabhi maane na haar Hausalon ka khumaar Hai tufaanon ki dhaar Ek duje pe hum Kar dein jaan bhi nisaar Ho ek duje pe hum Kar dein jaan bhi nisaar Apna andaaz sabse niraala re Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala Nand ka lala re aala Tujhe chhodega na brijbala.

More songs from Rangrezz

Nand Ka Lala Re Lyrics - Rangrezz (2013) | Indian Film History