Indian Film History

Yaaron Aisa Hai Lyrics

From Rangrezz (2013)

Duration
7:00
Haan kabhi hum na haarenge Kabhi na haarenge Hum sabhi hum ko maarenge Aankhon mein sapne hain Sapnon mein aashayein hain.. Aashayein kehti hain Kaanton mein gul aaye hain Khil ke woh muskaaye hain Yaaron aisa hai, apna yarana Saath mein jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana! Jo socha hai woh, hamko hai pana O..aaye andheron ki duniya se Hum ujaalon mein, Humne banaai apni jannat Apne khayaalon se, Ho..chaand taaron ko kisi din Hum yahaan le aayenge Ho..dhundhli dhundhli raah mein Noor ban jaayenge Yaaron aisa hai apna yarana Saath mein jeena hai, Saath hai mar jaana Mar jaana….. Haan..hum to aise parinde jo Naa rokenge apni udaano ko Hum to aise jhuka denge Dharti pe aasmaano ko Ab to aage hi badhega Har kadam apna Ho..door kitni bhi ho manzil Ab naa hai thakna..aa.. Aankhon mein sapne hain Sapnon mein aashayein hain.. Aashayein kehti hain Kaanton mein gul aaye hain Khil ke woh muskaaye hain Yaaron aisa hai, apna yarana Saath mein jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana! Jo socha hai woh, hamko hai pana… Yaaron aisa hai, apna yarana Saath mein jeena hai, Saath hai mar jaana Har mushkil se hai humko takrana Jo socha hai woh, ab woh hai pana…

More songs from Rangrezz