Indian Film History

Kya Kar Diya Bata Do Lyrics

From Rani Aur Jaani (1973)

Music
Sathyam
Duration
5:22
Kya kar diya bata do zara Yeh dil deewana hua Kya kar diya bata do zara Yeh dil deewana hua Tumhi ko mana tumhi Chaha tumhi ko pooja Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Pucha tumhi ne to Kya chahiye Hum ne kaha ki Wafa chahiye Daman tumhara na Chodenge hum Wada wafa ka na Todenge hum Wafa nibhao idhar to aao Wafa nibhao idhar to aao Gale lagao Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Dum se tuhare jawa Hai bahar Tum jo kaho to karu Dil nishar Tumhare sia hum Kaha jayenge Yahi hum to kadmo pe Mar jayenge Bade hasi ho ke dilnashi ho Bade hasi ho ke dilnashi ho Mere yaki ho Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Haye kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Nibhana sajan dil ki Har baat ko Samajhan zara dil ke Jazbaat ko Khabar hai mujhe teri Har baat ki Kadar hai mujhe tere Jazbaat ki Tumhi dharam ho Tumhi karam ho Tumhi dharam ho Tumhi karam ho Tumhi sanam ho Haye bolo kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua Kya kar diya Bata do zara yeh dil Deewana hua.

More songs from Rani Aur Jaani

Kya Kar Diya Bata Do Lyrics - Rani Aur Jaani (1973) | Indian Film History