Indian Film History

Mubarak Ho Tumhe Pyare Lyrics

From Rani Aur Jaani (1973)

Music
Sathyam
Duration
3:48
Mubarak ho tumhe pyare Mubarak din ka yeh aana Tumhi kahe do tumhe kya du Bhala mein aaj nazarana Mubarak ho tumhe pyare Mubarak din ka yeh aana Nazar kar de ho dil apna Isi ko aaj thukarana Mubarak ho Aaj meri har ada mein Pyar ka andaz hai Kya bata wo dil mein Mere kaun sa ek raz hai Aaj meri har ada mein Pyar ka andaz hai Sun le zara tujhpe hua Sun le zara tujhpe hua Dil yeh deewana Dil yeh deewana Mubarak ho tumhe pyare Mubarak din ka yeh aana Tumhi kahe do tumhe kya du Bhala mein aaj nazarana Mubarak ho Tumhi meri zimdagi Ke jagte armaan ho Mein tumhare kaun sa din Dekhu mein pehchan lo Tumhi meri zimdagi Ke jagte armaan ho Tum se piya chhod diya Tum se piya chhod diya Kisi ko apna na Mubarak ho tumhe pyare Mubarak din ka yeh aana Tumhi kahe do tumhe kya du Bhala mein aaj nazarana Mubarak ho tumhe pyare Mubarak din ka yeh aana Nazar kar de ho dil apna Isi ko aaj thukarana Mubarak ho.

More songs from Rani Aur Jaani

Mubarak Ho Tumhe Pyare Lyrics - Rani Aur Jaani (1973) | Indian Film History