Indian Film History

Dil Ko Lyrics

From Rehnaa Hai Terre Dil Mein (2001)

Duration
2:42
Dil ko tumse pyaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Main bhi aashiq yaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Chhayi hai betaabi Meri jaan kaho main kya karu Chhayi hai betaabi Meri jaan kaho main kya karu Dil ko tumse pyaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Main bhi aashiq yaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Oh kho gaya main khayalo mein Ab nind bhi nahi aankhon mein Karvate bas badalata hu Ab jaagata hu main raato mein Abb duri na sehani Har lamha kehta hai Naa jaane haal mera aisa kyu rehta hai Main deewana tera ban gaya jaane jaana Main fasaana tera ban gaya jaane jaana Hasina gori gori Churaya chori chori Churaya dil chori Chori chori chori chori Dil ko tumse pyaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Main bhi aashiq yaar huwa Pehli bar huwa, tumse pyaar huwa Aarju hai mere sapno ki Baitha rahu teri baaho mein Sirf tu mujhe chahe Ab itana asar ho meri aaho mein Tu keh de haske to Tod du main rasmo ko Marke bhi na bhulu main teri kasmo ko Main toh aaya hu yaha pe bas tere liye Teraa tan man sab hai mere liye Hai kya haseen nazaara Sama hai pyaara pyaara Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara Main bhi aashiq yaar huwa Pehli bar huwa tumse pyaar huwa Chhaayee hai betaabi meri jaan Kaho main kya karu Chhayi hai betaabi meri jaan Kaho main kya karu Kya karu kya karu kya karu.

More songs from Rehnaa Hai Terre Dil Mein

Dil Ko Lyrics - Rehnaa Hai Terre Dil Mein (2001) | Indian Film History