Aaj Ka Din Lyrics | Return Of Jewel Thief

                        
                        Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Aye yaar mere aisa to nahi
Humme se na ho wo koi kahi
Is mehfil mein dekho to zara
Kaise kaise chehre hai hasi
In chehro
In chehro ka dhokha nahi khana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Koi jadu sa na ho jaaye
Jo samne hai na kho jaaye
Bole ye gajar jago yaro
Dekho to zara na aa jaaye
Koi papi
Koi papi purana anjana
Baat matlab ki kahta hai deewana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Aaj ka din hai kitna suhana
Jhume nache gaye zamana
Ha masti mein o yaaro kho nahi jana
Baat matlab matlab
Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana

Baat matlab ki kahta hai deewana
Baat matlab ki kahta hai deewana.