Indian Film History

Saawan Ki Aye Hawa Lyrics

From Revolver Rani (2014)

Duration
3:04
Saawan ki aye hawa baawri Chhed na tu to jaga baawri Sawan ki aye hawa baawri Ched na tu to jaga baawri Aye ri aisi tees jaga yun Ek dum se na aag laga tu Dheere dheere jala baawri Ho ho ho ho ho ho ho ho Saawan ki aye hawa baawri o Kabhi tu gardan Kabhi tu kardhan E chho ke jaati hai Nipat kameeni hai tu Tujhko laaj nahi aati hai Kabhi tu gardan Kabhi tu kardhan Pe chho ke jaati hai Hmm ha ha ha na na Na laaj nahi aati hai Kahin se chal ek juhi laa de Ya uski khushbu hi laa de Aana mujhko saja baawri Ho oho o Saawan ki aye hawa baawri o Badi akeli hai tu saheli Kaam koi to kar de Piya hai mera sehar mein uski Khoj khabar laa kar de Badi akeli hai tu saheli Kaam koi to kar de Piya hai mera sehar mein uski Khoj khabar laa kar de Itne mausam kyun naa aaya Kahin saut to naa le aaya Lagta to tha bhala baawri Ho oho o Saawan ki aye hawa baawri o Saawan ki aye hawa baawri Chhed na tu to jaga baawri Aye ri aisi tees jaga yun Ek dum se na aag laga tu Dheere dheere jala baawri Ho oho o Saawan ki aye hawa baawri o.

More songs from Revolver Rani

Saawan Ki Aye Hawa Lyrics - Revolver Rani (2014) | Indian Film History