Mai Haseen Hu Mai Jawan Hu Lyrics | Rickshawala

Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : R M V , R D Burman
Singer : Asha Bhosle
                        
                        main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
sara jaha bejaan hai
main jindagi me jaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
sara jaha bejaan hai
main jindagi me jaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun

ye sunkar jamane
are jhum le o diwaane
main aasmaan ki koi pari hun
main aasmaan ki koi pari hun
dharti pe main armaan hun
main jindagi me jaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
sara jaha bejaan hai
main jindagi me jaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun

pyaar sab ko sikhaaun
are rup apna lutaaun
aankho me khushiya hontho pe masti
aankho me khushiya hontho pe masti
har gam se anjaan hun
main jindagi me jaan hun
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
sara jaha bejaan hai
main jindagi me jaan hun
tu hasin hai tu jawaan hai
har dil ka tu armaan hai
main hasin hun main jawaan hun
har dil ka main armaan hun
tu hasin hai tu jawaan hai
har dil ka tu armaan hai
rang rup ka tune magar
khud kho diya nadaan thi
tu hasin hai tu jawaan hai
har dil ka tu armaan hai