Indian Film History

Phoolon Ki Duniya Se Lyrics

From Rickshawala (1973)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
4:39
O phoolo ki duniya se taro ki duniya me Hum kaha aa gaye aa gaye Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai Hum yaha aa gaye aa gaye Aisa nahi dekha humne zamana Aisa nahi dekha sapna suhana Aisa nahi dekha humne zamana Aisa nahi dekha Ji chahe bas is jagha pe Kat jaye ye zindagani Phoolo ki duniya se taro ki duniya me Hum kaha aa gaye aa gaye Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai Hum yaha aa gaye aa gaye Hum hai akele dar nahi koi Jagi mohabbat rut soyi soyi Hum hai akele dar nahi koi Jagi mohabbat rut soyi soyi Aise me ho jaye hum par Bad thodi si maharbani O phoolo ki duniya se taro ki duniya me Hum kaha aa gaye aa gaye Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai Hum yaha aa gaye aa gaye Ha ye nazara kitna hansi hai Lekin ye tumsa dilkash nahi hai Ha ye nazara kitna hansi hai Lekin ye tumsa dilkash nahi hai Bas bas ab rahne bhi do tum Ho jaungi mai diwani Hey phoolo ki duniya se taro ki duniya me Hum kaha aa gaye aa gaye Ambar bhi niche hai badal bhi pichhe hai Hum yaha aa gaye aa gaye

More songs from Rickshawala

Phoolon Ki Duniya Se Lyrics - Rickshawala (1973) | Indian Film History