Indian Film History

Jala Do Duniya Lyrics

From Rivaaj (1972)

Lyricist
Kaifi Azmi
Duration
7:03
Jala do jala do Jala do jala do Jala do duniya yahi Duniya hai to Duniya ko jala do Aag laga do Jala do jala do Jala do duniya yahi Duniya hai to Duniya ko jala do Aag laga do jala do jala do Har sapna jale armaan jale Insaan jale bhagwan jale Har sapna jale armaan jale Insaan jale bhagwan jale Har dil ko har ek sine ko Samsan bana do jala do jala do Jala do duniya yahi duniya hai to Duniya ko jala do Aag laga do jala do jala do Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Kyu ki gaya ghabhara ke Zahar nafrat ka thoda sa mila leta Amrit bhi mohabbat ka Taskin bhi mil jati Jine ka bahana bhi Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Ek roz yahi sehara Tha chaman Thi kitni khushi the Kitne magan Ek roz yahi sehara Tha chaman Thi kitni khushi the Kitne magan Kyu ruth gaye Mujhse wo din Koi to bata de Jala do jala do Jala do duniya yahi Duniya hai to Duniya ko jala do Aag laga do jala do jala do Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Yeh ashak kabhi dil mein Toofan uthayenge Jo ruth gaye tujhse Wo laut bhi aayenge Hai khel mukadar ka Bichhado ko milana bhi Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi E kash tujhe aata Sansar basana bhi Aasan hai jalna bhi Aasan jalana bhi.

More songs from Rivaaj

Jala Do Duniya Lyrics - Rivaaj (1972) | Indian Film History