Indian Film History

Aap Ka Chehra Masha Allah Lyrics

From Rootha Na Karo (1970)

Duration
4:48
Aap ka chehra masha allah Zulf ka pahra subhan allah Aap ki baate wallah wallah Itni mohabbat allah allah Zulf ka sawan gal ki bijli Dono ka deewana hoon Zulf ka sawan gal ki bijli Dono ka deewana hoon Mera hak hai o sahjadi Mera hak hai o sahjadi Chahat ka parwana hoon Aap ka chehra masha allah Zulf ka pahra subhan allah Aap ki bate wallah wallah Itni mohabbat allah allah Pyar ka sagar itna gahra Do dil jisme dub chuke hai Pyar ka sagar itna gahra Do dil jisme dub chuke hai Duniwale bhed na jane Duniwale bhed na jane Dubke hum to par hue hai Aap ka chehra masha allah Zulf ka pahra subhan allah Aap ki baate wallah wallah Itni mohabbat allah allah In baaho mein har to dalo Apne gale se mujhe laga lo In baaho mein har to dalo Apne gale se mujhe laga lo Aisa nasha hai bahki jau Aisa nasha hai bahki jau Aaj mujhe tum khud hi sambhalo Aap ka chehra masha allah Zulf ka pahra subhan allah Aap ki bate wallah wallah Itni mohabbat allah allah.

More songs from Rootha Na Karo

Aap Ka Chehra Masha Allah Lyrics - Rootha Na Karo (1970) | Indian Film History