Tum Bhi Khoobsurat Ho Lyrics | Rootha Na Karo

                        tum kitni khubsurat ho ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
tum kitni khubsurat ho ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana

sharma rahi ho jana balkha rahi ho jana
tum mano ya na mano apna tumhi ko mana
sharma rahi ho jana balkha rahi ho jana
tum mano ya na mano apna tumhi ko mana
tum kitni khubsurat ho ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana

kabhi dur ja ke luta kabhi paas aake luta
ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke luta
kabhi dur ja ke luta kabhi paas aake luta
ye sitam kiya jo tumne mujhe muskura ke luta
tum kitni khubsurat ho ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana

na bahar mangata hu na karar mangata hu
mai jindagi ke badle tera pyar mangta hu